MindMap Gallery STORY
A mind map about STORY.
Edited at 2020-11-18 12:55:13Main Idea
Scene 1: macy ki flight hai 5 hours baad usko kaprai choose karnai hai aur hairstyle taakai us ki mom ko lagai kai wo khush hai
options of clothes
options of hair style
scene 2: wo italy land karty hai aur apni mom sai milti hai, uski mom comment karty hai kah tum american fashion follow kar rahi hai aur macy jawab dety hai:
options:
fikar na karain ab italy aakar yaha ka fashion follow karungi
scene 3: wo ghar aajatai hain, uski mom us sai american main life exp ka poochti hai, macy kehty hai kah achi life this, mom kehty hai kah marai paas surprize hai kia tum abhi jaanna chaho gi?
options
1) g zaroor batayain i would love to
scene 4: mom usko batati hai kah darek naam ka worker hai office main jo bohat reliable hai aur future manager hoga to mom uski shadi macy sai karwana chahty hai
options:
1) aap nai usko choose kia hai to main khushi sai us sai milna chahu gi to know more
scene 5: mom nai welcome party rakhi office main to introduce her daughter to everyone, darek us sai milnai aata hai aur us sai poochta hai kah kia haal hai, kaisa experience raha?
options
1) khushi sai jawab dai kah bohat acha experience raha aur tum sunao kaisa hai sab kuch
scene 6: carter bhi macy sai milnai aata hai aur wo bohat handsome aur charming hota hai. wo bhi uska haal chaal poochta hai aur end par uska number maangta hai to talk later
option
1) han dai dety hai number
scene 7:
2) kehty hai kah abhi bohat jaldi hai number dena
uski mom poochti hai kah kia tum darek sia milia? kaisia laga wo tumhain, macy kehty hai:
1) acha laga, main usko mazeed jaana chahu gi
scene 8: next day macy hotel jaaty hai to uski phir sai carter sai mulakaat hoty hai, wo us sai baat shuru karta hai kah tumhara interest aur hobbies kia hain, likes and dislikes , wo usko jawab dety hai aur phir carter us sai poochta hai kah kia tum marai saath date par jana chaho gi, to wo sochti hai:
options
han zaroor jana chahu gi
scene 9: wo dono date par jaatai hain aur dono main pyaar hojata hai aur carter usko i love u kehta hai aur shaadi kailie propose karta hai lakin wo kehty hai kah mere mom nai already rishta kardia hai to wo mom ko hurt nahi karna chahty aur wo unkai hisab sai shadi karaigi, carter bohat heran aur shock hota hai kah wo drake sai shaadi karna chahty hai jis par uski sis ko murder karnai ka shak hai aur bohat chalak hai
scene 10: next day in office, darek ko pata chalta hai kah macy dinner par gayi thi carter kai saath to wo pareshan hota kah kahi wo carter sai shaadi na karlai aur uska plan kharab na ho jae kah macy sai shaadi karkai hotel ka maalik banna.
scene 11, darek macy ki mom sai milta hai aur usko kehta hai kah us ko macy sai mil kar bohat khushi hui aur wo usko jald sai jald shadi karna chahta hai to spend a happy life. mom kehty hai kah sure main macy sai baat karty hu
scene 12) mom macy sai poochty hai kah darek ko wo bohat pasand ayi to wo kab darek sai akailai milnai jaegi to know each other more.
options
1) is weekend par
scene 13) wo dono date par jaatai hain aur darek confirm karnai kailie us sai poochta kah kah kahi wo kisi aur ko like to nahi karty?
options:
1) nahi, main single hu
scene 14) wo dono khushi khushi ghar jaatai hain aur macy apni mom ko kehty hai kah usko darek acha laga aur shadi ki date fix karain aur phir shadi ho jaaty hai aur carter bohat sad rehta hai
2) han main kisi ko like karty hu uska naam carter hai.
2) main kisi aur main interested hu
main aaj raat busy hu, sorry
1) han acha laga , main mazeed usko jaana chahu gi
2) kuch khaas nahi , hamari chemistry nahi jami
2) kuch khaas nahi , hamari chemisty nahi aapis main
2) zyada lift na karwae aur jaan churae
2) shock ho jae aur khamoshi sai aur sad hokar doosrai room chali jae
2) main bahi thaki hu, baad main baat karaingai
american fashion mujhe zyada pasand hai
Main Topic